Thursday, July 28, 2011

zara tumse mulakat kare...

khushi kabhi kabhi milti hai rastey me hume

khayal aata hai ki ajnabee se baat kare

hasin shyam hai dariya me utar jaye

ya panio me kisi jalpari se baat kare

tamasha banane me ab aur shak hai kya hai ye dil

ki jisase milna na chahe ussi baat kare

apna kuch haal sunae unke kuch jakham gine

kabhi akele me hum zindgi se baat kare............

dil kehta hai ki tumse hum kabhi mulakat kare...............



No comments:

Post a Comment